Monday 3 March 2014

my poems for my nation

koi hindu to koi musalmaan maagtey hain..dango ka zahar bokar matdaan maagtey hain...hafiz said paak se kasaab banaata hai.wo mulkk me hamaarey shamsaan maagtey hain..unsey v arz hai meri ensey v arz hai..ham india k log hain insaan maagtey hain.aisa na karo shamshaan me kafan kam pard jaaye.q aap log har sharr biraan maagtey hain. ye desh hain maasoom samjh lijiye zanaab..q kasmir maagtey hain pakistaan maagtey hain...by sanjay tiwari ujala

No comments:

Post a Comment